Saturday, October 22, 2011

think before you say

Nafrat

*Nafrat tak le jaane waale vichaar:*

01 Mera desh sabse achchha
02 Mera praant sabse achchha
03 Mera dharm sabse achchha
04 Meree jaati/upjaati sabse achchhee
05 Meree sanskriti sabse mahaan hai

06 Uska desh sabse achchha
07 Uska praant sabse achchha
08 Uska dharm sabse achchha
09 Uskee jaati/upjaati sabse achchhee
10 Uskee sanskriti sabse mahaan hai

*Nafrat se bachaane waale vichaar:*

Har desh/praant/dharm/jaati/upjaati/sanskriti mein:
01 Achchhaayee aur buraayee hai, aur baraabar hai
02 Achchhe aur bure log hain, aur baraabar hain
03 Sabka achchhe aur bure ka maap alag hai
04 Sabka achchhe aur bure ka maap sahee hai
05 Puraana ya naya, jo pragati roke haanikaarak hai
06 Puraana ya naya, jo maanav virodhee ho haanikaarak hai
07 Puraana ya naya jo bhed-bhaav phailaaye haanikaarak hai

1 comment:

Geeta said...

Well said !!Only thoughts which are open ended, progressive, non-judgmental, receptive and secular can transcend hatred and discrimination. And only such thoughts can lead a person to create a creative and a constructive environment around him which is necessary to enhance his over all well being and the wellness of a society !! Well written with clear thoughts !!